yaad hai mujhe tere PaaS woh mera galti se phone karna woh tera dhire se hEllo kaun Karna Phir bhi mera na bolna aur teri pyari Si awaz ko sunte rahna Phir tumhare paas baar baar mera phone karna Lekin har baar usi tarah kuch na kahna chup rahna Acha lagta tha mujhe woh phone karna teri mithi si awaz sunna Lekin tujhe bura lagega Tu pareshan hogi Mere phone karne se tu disturb hogi Mere call ko tu receive na karegi Mera number tu blacklist me dal degi Socha na tha Socha na. tha Ki Teri yaad mujhe ayegi Teri mithi si awaz mujhe youn tadpaegi Rat rat bhar mujhe neend na aegi Socha n.a. tha ki Teri awaz he sun kar Mujhe tujhse mohabbat ho jaegi Akhir ho he gai Phir Mai tadapta raha Teri awaz ko Maine Raz he rakha Mere es mohabbat ke Raaz ko Par Raaz kab tak raz rahta Yeh dil bhaala kaise apne sache dost se Tere bare me kuch na kahta Phir mere dost ka apne number se tere pas call karna Aur phir mera number tumhe kisne Diya Tumhara yeh kahna Aur mer...
Ao sunata hun ek kahani sache pyar ki Kisi ke tute hue dil aur aetbar ki Mera he dost tha ek Bhola bhala sa Seedha sadhA sa Hansta rahta tha Muskurata rahta tha Kyonki woh mohabbat ke naam se bhi anjan tha Lekin kahte hain na ki Mohabbat bhi ek tufan ki tarah hoti hai Jo bin batae ati hai Akhir use bhi mohabbat ho he gai Achi thi ladki bhi aur lagti seedhi si he thi Lekin kya pata kisi ko Ki woh use rulaegi Aise he use pareshan karegi tadpaegi Aur uski masumiyat ka Uske sache pyar ka es tarah se Mazak udaegi "Akhir aisa he hua" Wohi jo hamesha muskuraya karta tha Aaj bhi muskurata tha Lekin us muskurahat ke peeche Apnd gamon ko Uske diye hue zakhmon ko Chipata tha Aisa lagta tha Mano uski dunya he badal gai ho Uska chain o sukoon Uski muskurahat mano kho si gai thi Bahut samjhaya hamne use Akhir use samajh aa he gaya Badal diye usne raste apne Wohi jo rato rat uske liye Jaga karta tha roya karta tha Jagta ab bhi tha p...
Comments
Post a Comment