kahani sache pyar ki
Ao sunata hun ek kahani sache pyar ki Kisi ke tute hue dil aur aetbar ki Mera he dost tha ek Bhola bhala sa Seedha sadhA sa Hansta rahta tha Muskurata rahta tha Kyonki woh mohabbat ke naam se bhi anjan tha Lekin kahte hain na ki Mohabbat bhi ek tufan ki tarah hoti hai Jo bin batae ati hai Akhir use bhi mohabbat ho he gai Achi thi ladki bhi aur lagti seedhi si he thi Lekin kya pata kisi ko Ki woh use rulaegi Aise he use pareshan karegi tadpaegi Aur uski masumiyat ka Uske sache pyar ka es tarah se Mazak udaegi "Akhir aisa he hua" Wohi jo hamesha muskuraya karta tha Aaj bhi muskurata tha Lekin us muskurahat ke peeche Apnd gamon ko Uske diye hue zakhmon ko Chipata tha Aisa lagta tha Mano uski dunya he badal gai ho Uska chain o sukoon Uski muskurahat mano kho si gai thi Bahut samjhaya hamne use Akhir use samajh aa he gaya Badal diye usne raste apne Wohi jo rato rat uske liye Jaga karta tha roya karta tha Jagta ab bhi tha p...