Posts

Dard Shayri !! Best sad Shayri Collection

Image
Dard Shayri Collection Dard Shayari in Hindi helps you to express your feelings when Of your broken heart. Sadness is a feeling which almost every person faces in his life. We have collected best ever dard bhari shayari (दर्द भरी शायरी) in hindi and english font. It is all about extreme pain of feelings raised in heart due to incomplete love or some bad incidents in life. दर्द भरी शायरी बहुत मशरूफ हो शायद, जो हम को भूल बैठे हो, न ये पूछा कहाँ पे हो, न यह जाना कि कैसे हो। मेरे सब्र की इन्तेहाँ क्या पूछते हो 'फ़राज़' वो मेरे सामने रो रहा है किसी और के लिए। लाख पता बदला, मगर पहुँच ही गया, ये ग़म भी था कोई डाकिया ज़िद्दी सा। आसान तो कुछ भी नहीं है इस संसार में, एक साँस लेने के लिए भी, पहली साँस छोड़नी पड़ती है। अश्क़ बह गए आँखों से मगर इतना कह गए, फिर आएंगे तेरी आँखों में तू अपना सा लगता है। अश्क़ बह गए आँखों से मगर इतना कह गए, फिर आएंगे तेरी आँखों में तू अपना सा लगता है। आज हम भी एक नेक काम कर आए, दिल की वसीयत किसी के नाम कर ...

kahani sache pyar ki

Image
Ao sunata hun ek kahani sache pyar ki Kisi ke tute hue dil aur aetbar ki Mera he dost tha ek Bhola bhala sa Seedha sadhA sa Hansta rahta tha Muskurata rahta tha Kyonki woh mohabbat ke naam se bhi anjan tha Lekin kahte hain na ki Mohabbat bhi ek tufan ki tarah hoti hai Jo bin batae ati hai Akhir use bhi mohabbat ho he gai Achi thi ladki bhi aur lagti seedhi si he thi Lekin kya pata kisi ko Ki woh use rulaegi Aise he use pareshan karegi tadpaegi Aur uski masumiyat ka Uske sache pyar ka es tarah se Mazak udaegi "Akhir aisa he hua" Wohi jo hamesha muskuraya karta tha Aaj bhi muskurata tha Lekin us muskurahat ke peeche Apnd gamon ko Uske diye hue zakhmon ko Chipata tha Aisa lagta tha Mano uski dunya he badal gai ho Uska chain o sukoon Uski muskurahat mano kho si gai thi Bahut samjhaya hamne use Akhir use samajh aa he gaya Badal diye usne raste apne Wohi jo rato rat uske liye Jaga karta tha roya karta tha Jagta ab bhi tha p...

Dekhna Chala jaonga Teri dunya ko chod kar

Image
Dekhna Chala jaonga ek din teri dard bhari dunya ko chod kar Sirf ek baar he tu dekh le munh mod kar  Es tarah jaonga to Ji na paonga mai Teri berukhi ka zakhm si na paonga mai Tere woh wade aur woh pyar bhari jhuti baten Jab bhi ati hai rulati hain teri yaden Kaise mai zindah rahunga es tarah tujhe chod kar  Dekhna Chala jaonga ek din teri dard bhari dunya ko chod kar Woh Tera mere liye pareshan hona Mere na. Sone p tera bhi na sona Woh tera sath baith kar ke baten karna Mere rone p tera woh ahen bharna Zindagi bhar sath rahne ka wo wada karna Kaise jiyunga gar tu jaegi aise munh mod kar Dekhna Chala jaonga ek din teri dard bhari dunya ko chod kar Ja ab na rokunga tujhko teri he qasam khata hun mai Dekhna kabhi wapas na aonga Itni dur jata hun Mai Roegi pareshan hogi milne ki koshish karegi Poochegi logon se mere bare me Phir sochegi ki galti kardi maine Tujhse yun dur hokar Dekhna Chala jaonga ek din teri dard bhari dunya ko chod kar .....T...

Wrong number love story Shayri !! Sad Shayri story

Image
yaad hai mujhe tere PaaS woh mera galti se phone karna woh tera dhire se hEllo kaun Karna Phir bhi mera na bolna aur teri pyari Si awaz ko sunte rahna Phir tumhare paas baar baar mera phone karna Lekin har baar usi tarah kuch na kahna chup rahna Acha lagta tha mujhe woh phone karna teri mithi si awaz sunna Lekin tujhe bura lagega Tu pareshan hogi Mere phone karne se tu disturb hogi Mere call ko tu receive na karegi Mera number tu blacklist me dal degi Socha na tha Socha na. tha Ki Teri yaad mujhe ayegi Teri mithi si awaz mujhe youn tadpaegi Rat rat bhar mujhe neend na aegi Socha n.a. tha ki Teri awaz he sun kar Mujhe tujhse mohabbat ho jaegi Akhir ho he gai Phir Mai tadapta raha Teri awaz ko Maine Raz he rakha Mere es mohabbat ke Raaz ko Par Raaz kab tak raz rahta Yeh dil bhaala kaise apne sache dost se Tere bare me kuch na kahta Phir mere dost ka apne number se tere pas call karna Aur phir mera number tumhe kisne Diya Tumhara yeh kahna Aur mer...
Image
#मुझे_पागलो से दोस्ती करना 🤝 पसंद है #साहब,  #क्योंकि_मुसीबत में कोई #समझदार नहीं आता ।। 

आखिर बदल ही गई....

तारीखों की तरह थी वो...! आखिर बदल ही गई....

तेरी चाहत पर तो मेरी जान कुरबान थी

तेरी चाहत पर तो मेरी जान कुरबान थी एक बार तो कहते की तेरी चाहत कोई और है

बस तुझे याद ना करू तो बच सकता हू

बस तुझे याद ना करू तो बच सकता हू हकीम ने हाथ जोडकर आखिरी यही दवा बतायी है...

मोहब्बत करके मैंने एक बात सीखी है

मोहब्बत करके मैंने एक बात सीखी है कि बेवफाई वफा से ज्यादा ताकतवर होती है 

जो कभी लिपट जाया करती थी

जो कभी लिपट जाया करती थी बादलों के गरजने पर… वो आज बादलों से भी ज्यादा गरजती है मुझ पर 

लगता है मैं भूल चुका हूँ मुस्कुराने का हुनर.

लगता है मैं भूल चुका हूँ मुस्कुराने का हुनर.  कोशिश जब भी करता हूँ आँसू निकल आते हैं..!

जिस रास्ते पर छोड़ कर गई थी तू मुझे

जिस रास्ते पर छोड़ कर गई थी तू मुझे मैं वहीं दफन हो गया यह सोच कर कि शायद तू वापस आए और तेरा दीदार हो जाए 

तुम्हें लौटा रहा हूँ खत तुम्हारे

तुम्हें लौटा रहा हूँ खत तुम्हारे कभी तुम क्या थी ख़ुद ही देख लेना..

वो जहर देती तो

वो जहर देती तो सबकी नज़र में आ जाती,., फिर यूँ किया उसने कि वक्त पर दवा न दी,.,!

मेरा भी चांद Eid shayri

मेरा भी चांद कल नजर नहीं आया लगता है मेरी भी आंख कमजोर हो गई है Mera bhi chand kal nazar nahi aaya Lagta Hai Meri Aankh Bhi kamjor Ho Gayi hai

काश दर्द के भी पैर होते

काश दर्द के भी पैर होते , थक कर रुक तो जाते कहीं.. Kash dard ke bhi paon hote Thak kar ruk to jate kahin  

खत एक बेवफा के नाम !! रुला देने वाली शायरी

Image
Dekhna mere jane ke baad ek din tu bahut pachtaegi Roegi ansu bahae gi phir bhi tu mujhse mil na paegi Tere bahte ansu bhi mujhe rok na paenge Tu lakh koshish karegi milne ki lekin mil na paegi Bahut rulaya hai tune mujhe bahut sataya hai tune mujhe Lakh koshish karegi Muafi mangne ki lekin mang na paegi Jab tu mere bin rah na paegi To Tu daudti hui mere gher p aaegi Mere bare me logon se puchegi Lekin phir tu jab mujhe wahan na paegi To phir apni galti par pachtaegi Lekin tab mai tujhse bahut dur ja chuka hunga Tere lakh bulane par bhi na wapas aaonga Mujhe Diya Hua har zakhm tujhe sataega Tu lakh chahegi bhulana mujhe lekin bhula na paegi Phir pata chalega ki maine kitna dard saha Bahut roya akele me lekin tujhse kuch na Kaha Phir tujhe mere pyar ka ehsas hoga Lekin jab logon ke samne aegi to dard dil me chupake muskuraegi Dekhna mere jane ke baad ek din tu bahut pachtaegi

कैसे होती हैं वफाऐं

कैसे होती हैं वफाऐं कोई बताए तो मेरा तो आज तलक बेवफाओं से नाता था --------------------------------------------- Kaise Hoti hain WafaYe Koi Bataye To Mera to aaj Talak Bewafaon se nata tha

जियूं या फिर मर जाऊँ उसे अब फर्क नहीं पड़ता !! दर्द भरी कहानी

Image
Jaan h jo meri use ab fark nahi padta, Jiyu ya fir mar jau use ab fark nahi padta.. Kaha karti thi jo tum bin ji nahi sakti, Use ab mere na hone se koi fark nahi padta.. Lamhe bhar baat na ho to rona usko aata tha, Ab to din bhar baat na ho firbi fark nahi padta.. Dara karta hu usse kuch bhi  bolne se pahle, Wo sab kuch bol deti h use kuch fark nahi padta. Taras jata hu pal bhar bhi uske pyar ki khatir, Magar mai q kahu ye sab use ab fark nahi padta.. Raat bhar jag kar aksar yahi sochta hu mai q bahte h ye aansu jab use kuch fark nahi padta, Usko mai kaise samjhau ki meri h wo sab kuch, Meri kasme khane se bhi use kuch fark nahi padta, Jara sa der ho jaye to gussa mujh par hoti thi, Ab to ghanto bhi na karu reply use kuch fark nahi padta. Uski har ik berukhi lagti h mujh ko teer ki tarah, Hota hu mai kitna heart use kuch fark nahi padta…. Kaha karti thi pahle wo na jana door kahi mujhse, Ab uske shaher me bhi na aau to use kuch fark nahi padta.. R...

तुम्हारी यादों का सिलसिला भी कितना अजीब है !! Sad Shayri love story

Image
Teri Yaado ka silsala bhi kitna Ajeeb hai jab bhi aati hai kbhi hasati hai, kbhi rulati hai magar kuch pal me hi zindagi ki har khushi nazar aati hai Yu tumhare sath mera hasna, Rona, jhagadna hehehe tumko pyar se dantna or fir jaan kah ke tumko gale se lagana Yu Teri chhoti chhoti bat pe gussa ho jana , mere se ladna or humesha meri fikar karna  kbhi nhi bhulte ho tum khud khana khane se pehle mujhko khana khilana fir khud khana Teri awaz itni achi to nahi hai phir bhi Mere kahne p tera woh gana sunana  agar Mai gussa ho jaon to kaise bhi karke mujhe Manana tumhare dil me mere  liye itna pyar dekh ke ro padta hu mai Zindagi se ab meri bas yahi dua hai Hamara pyar aise he salamt rahe jaise hua hai Dard dena ho mujhe to dede hazar Lekin ek pal ki bhi judai na De Tumse o yaar Zindagi ki khushi kya hai yeh maine  Tumse he jana Kaise bataon Mai ki dunya me maine Sabse zyadah tumko he hai mana hehehe paglet hu na Jo bhi hu sirf tumhara hu...